Ingrediants
|
|
Paneer | 300gm (in cubes) |
Green Peas | 1 cup |
Onion | 2 medium finely chopped |
Tomatoe | 1 finely chopped |
Garlic paste | 1 tspn |
Ginger paste | 1 tspn |
Garam masala powder | 1 tspn |
Red Chilli powder | 1/2 tspn |
Coriander powder | 1 tspn |
Bayleaf | 1 |
Green cardamom | 1 |
Black cardamom | 1 |
Cloves | 2 |
Fresh cream | 2 tblspn |
Salt to taste | |
Oil |
Method
- Ek pan me 2- 3 tblspn oil garm kare. Usme paneer ke pieces ko halka fry kar len. Aur nikal kar alag rakh den.
- Usi pan me tez patta, badi ilaichi , choti ilaichi aur loung add karen. Uske baad usme kati huyi pyaz daal kar halka gulabi hone tak fry karen.
- Ab usme , Ginger- garlic paste add kare aur mix kare. Phir usme red chilli powder, garam masala powder aur dhaniya powder add kare aur achchi tarah mix karen.
- Ab usme kate huye tamatar, namak aur zara sa pani daal kar pakaye . Jab achchi tarah bhun jaye tab usme paneer daal kar mix karen.
- Ek alag pan me zara sa oil garm kare aur usme matar ko namak daal kar paka le.
- Ab paki huyi matar ko paneer ke saat daal den aur zara sa pani bhi daal aur cook karen.
- Phir usme cream add karen. 2- 3 min low flame par pakaye aur flame off kar den.Garma garm serve karen.
1.Heat oil in a pan and fry the paneer. And set aside.
2. Now in the same pan add bay leaf, black
cardamom, green cardamom and cloves.
cardamom, green cardamom and cloves.
3. Add chopped onion fry till it change the colour.
4. Now add ginger and garlic paste and saute well.
5. Add red chilli powder , garam masala powder and coriander powder and mix well.
6. Now add chopped tomatoes, salt and 1 tblspn water and cook very well.
7. Add paneer cube and mix.
8. In another pan cook green peas with a drop of oil and some salt.
9. Now add the grean peas in paneer mixture and mix it.
10. Now add fresh cream mix well and cook about 2- 3 min in low flame.
11. And enjoy with chapati , rice or butter naan.
0 comments:
Post a Comment